Khayal Rakhna artwork

Song

Khayal Rakhna

Mithoon & Manoj Muntashir

2024

No ratings yet

Khayal Rakhna Lyrics

by Mithoon & Manoj Muntashir

Toh kya hua ke umr-bhar hum saath chal na paaye? Toh kya hua ke alvida mein yeh haath lehraye? Toh kya hua ke umr-bhar hum saath chal na paaye? Toh kya hua ke alvida mein yeh haath lehraye? Toh kya hua, badal gayi teri-meri rehguzar? Toh kya hua, na aayegi tujhe meri kuch khabar? Toh kya hua? Toh kya hua? Yaara, na koi malaal rakhna Chehre pe yoon hi gulaal rakhna Khayal rakhna, tu khayal rakhna Qasam hai, tu apna khayal rakhna Khayal rakhna, tu khayal rakhna Qasam hai, tu apna khayal rakhna Toh kya hua, jo ab nahin milenge har shaam hum? Toh kya hua, meri kami khalegi jo har qadam? Toh kya hua? Toh kya hua? Yaara, na koi malaal rakhna Chehre pe yoon hi gulaal rakhna Khayal rakhna, tu khayal rakhna Qasam hai, tu apna khayal rakhna Khayal rakhna, tu khayal rakhna Qasam hai, tu apna khayal rakhna Baarishein dard ki aazmayein toh kya? Doriyan sabr ki toot jaayein toh kya? Laut kar hum kabhi mil na paayein toh kya? Mehki woh yaadein sambhaal rakhna Chehre pe yoon hi gulaal rakhna Khayal rakhna, tu khayal rakhna Qasam hai, tu apna khayal rakhna Khayal rakhna, tu khayal rakhna Qasam hai, tu apna khayal rakhna Tu khayal rakhna, tu khayal rakhna Haan, khayal rakhna, bas khayal rakhna Toh kya hua? Toh kya hua?

Lyrics are provided for educational, critique, and study purposes under fair use. Sourced via LRCLIB. If you are the copyright owner and wish to request removal, please visit our DMCA & Copyright Policy.

Rate this song

Log in to rate and review this song.

No written reviews yet.

Frequently asked questions about Khayal Rakhna
Who sings Khayal Rakhna and when was it released?

“Khayal Rakhna” is performed by Mithoon & Manoj Muntashir, released in 2024.

Where can I read the full lyrics to Khayal Rakhna?

You can read the complete, verified lyrics for “Khayal Rakhna” right here on WorldBestSong along with music ratings and community reviews.

What is the listener rating for Khayal Rakhna?

“Khayal Rakhna” has not been rated by listeners yet on WorldBestSong. Be the first to rate and review it!

Where can I stream Khayal Rakhna?

You can stream “Khayal Rakhna” by Mithoon & Manoj Muntashir directly on Spotify, Apple Music, and YouTube through the streaming links available on this page.

Global search terms for Khayal Rakhna: letra de Khayal Rakhna (Spanish), paroles de Khayal Rakhna (French), testo di Khayal Rakhna (Italian), songtext von Khayal Rakhna (German), lirik lagu Khayal Rakhna (Indonesian), tekst piosenki Khayal Rakhna (Polish), letras de Khayal Rakhna (Portuguese), 歌詞 (Japanese), 가사 (Korean), गाने के बोल (Hindi), текст песни (Russian). Rate and review Khayal Rakhna by Mithoon & Manoj Muntashir globally on WorldBestSong.

🎵 Are you a musician?

Use our free Song Mastering Tool or BPM & Key Finder directly in your browser.