Inaam artwork

Song

Inaam

Anuv Jain

2025

No ratings yet

Inaam Lyrics

by Anuv Jain

Malum hai na hum jaane tumko tumse zyada Tumko mila hai woh saalon se jo bhi hai manga Kaise khilono ki ro ro ke karte the mangein Ik bar mil jaye do din mein hi bhul jaate Lekin khilono ke dil toh hote hi nahin the Dil toh humara hai jaane galat kya sahi yeh Kitna the chahte par ab tumko yaad na aatey hum Kya yaad tumko tum humko inaam the kehte Karte the kitna kuch panay ki chah mein pehlay Ab yeh inaam ka tum pe ilzaam hai jaana Dil hai gawah jeete jabse ho tumko hai hara Cheezein badalti hain itna toh humne bhi mana Itna badal jaogay jaana kisne tha jaana Jo tha parvana ab usko humari parwah na kyun Dil mein baat kya hai Haan bolo humse Chahta aur kya hai Haan bolo humse Kya kami yahan hai Haan bolo humse na Jo kaha mila hai Haan bolo humse Badle mein bhala hai Haan bolo humse Manga tumse kya hai Hai manga zara sa hi, kya hi Kya haye Bas jo khat likhe the tumne Unhe padh bhi lo zara Waade kiye the jo bhi Nibhao na aise kabhi In waadon ki siyahi Abhi sukhi hi kahan Hai tumhari hi likhai Yaa bhule ho ye bhi Kehne ko wah wah tum phir se inaam ho jeete Chehre par muskan par ankhein hain khush na kahin se Humne kaha tha hum janey tumko tumse zyada Shayad galat the par itna toh humne hai jana Har woh inaam qadar ke bina hi hai waise Ghar mein padi dhul khate khilono ke jaise Pal bhar behlayein par dil ko yeh khush na kar payein yoon Ghar bethe likhta tha dil ki kahani meri Charon taraf thi deewarein deewaron se hi Kehta tha ik din jahaan hoga haathon mein hi aa aa Jo tha gumnamo mein ab woh inaamon pe bhi Qaidi hai, qaid hi hai phir bhi dewaron mein hi Namumkin khwabon mein na khush udanein meri aa aa

Lyrics are provided for educational, critique, and study purposes under fair use. Sourced via LRCLIB. If you are the copyright owner and wish to request removal, please visit our DMCA & Copyright Policy.

Rate this song

Log in to rate and review this song.

No written reviews yet.

Frequently asked questions about Inaam
Who sings Inaam and when was it released?

“Inaam” is performed by Anuv Jain, released in 2025.

Where can I read the full lyrics to Inaam?

You can read the complete, verified lyrics for “Inaam” right here on WorldBestSong along with music ratings and community reviews.

What is the listener rating for Inaam?

“Inaam” has not been rated by listeners yet on WorldBestSong. Be the first to rate and review it!

Where can I stream Inaam?

You can stream “Inaam” by Anuv Jain directly on Spotify, Apple Music, and YouTube through the streaming links available on this page.

Global search terms for Inaam: letra de Inaam (Spanish), paroles de Inaam (French), testo di Inaam (Italian), songtext von Inaam (German), lirik lagu Inaam (Indonesian), tekst piosenki Inaam (Polish), letras de Inaam (Portuguese), 歌詞 (Japanese), 가사 (Korean), गाने के बोल (Hindi), текст песни (Russian). Rate and review Inaam by Anuv Jain globally on WorldBestSong.

🎵 Are you a musician?

Use our free Song Mastering Tool or BPM & Key Finder directly in your browser.