Khona Tha (feat. Maanu) artwork

Song

Khona Tha (feat. Maanu)

Hasan Raheem

2021

No ratings yet

Khona Tha (feat. Maanu) Lyrics

by Hasan Raheem

Ghar baithay baithay kya main sochun saari raat Kab hogi tumse mulaqaat Tunay jo hai kaha mainay ab tak wo hai suna Ab na muje tu yun mana Main spy jaisay James m Olsen Sab chahein mujko wholesome Batein thori clinical Lagta tumko cynical Main bas thora traditional Tum niklay bilkul typical Ye sab to hona hi tha Tumnay mujko khona hi tha Tumnay yun mujko khona tha Phir ka'ley baithay rona tha Ye maukay to hi aisay hain Mainay bhi to hi jiye hain Ye maukay to hi aisay hain Main bhi to hi jiye hain Tumnay yun mujko khona tha Tumnay yun mujko khona tha Tuumnay yun mujko khona tha Mujko tumnay yun khona tha Kabhi moka hi na milla ke mein keh doon Mann mein baatein jo lay betha hun Kaisi yain mein mei phass gaya hun? Khud se kasmein jo kha chuka hun But i never knew ke kyun mein baykarar hun Doobti hui nayya ko mein kaisay ab bachaoon Kaisay tujhay dekh kay aisay mein ab muskuraoon Jab toray tu ne waaday meray dil pe maaray fire Khair Jo bhi jitnay sapnay toottay roothtay rehtay confused se hain man Meri sochon mein may khush sab sahi hai Kyun ke meray saath kharri tu nai hai Dhoondnay nikla tha mein aik saathi Tu milli par raah bhula di Ab dekh hun kharra de maafi Shukar hi karoon ga ke ab jaan churhwa li Dil pe maari hai chapair aik (uff) Toota phir bhi bhaari I really don't know what to say man (ayy) Par tera pyaar tha jaali Chor tu ab sakoon kar Gharoor kar Bus phoonk ab (ayy) Kaisay samjhaoon mein tujh ko ke tu ne yun mujh ko khona tha Tumnay yun mujko khona tha Tumnay yun mujko khona tha Tuumnay yun mujko khona tha Mujko tumnay yun khona tha Main doctor zara sort kar Ziada na tu nod kar Itni si baat jo tairay saath Main karchucka hun ye baar baar Nahi karna wala main intezaar Milay ga pyaar ab baeshumar Nahi karna wala main intezaar Milay ga pyaar ab baeshumaar

Lyrics are provided for educational, critique, and study purposes under fair use. Sourced via LRCLIB. If you are the copyright owner and wish to request removal, please visit our DMCA & Copyright Policy.

Rate this song

Log in to rate and review this song.

No written reviews yet.

Frequently asked questions about Khona Tha (feat. Maanu)
Who sings Khona Tha (feat. Maanu) and when was it released?

“Khona Tha (feat. Maanu)” is performed by Hasan Raheem, released in 2021.

Where can I read the full lyrics to Khona Tha (feat. Maanu)?

You can read the complete, verified lyrics for “Khona Tha (feat. Maanu)” right here on WorldBestSong along with music ratings and community reviews.

What is the listener rating for Khona Tha (feat. Maanu)?

“Khona Tha (feat. Maanu)” has not been rated by listeners yet on WorldBestSong. Be the first to rate and review it!

Where can I stream Khona Tha (feat. Maanu)?

You can stream “Khona Tha (feat. Maanu)” by Hasan Raheem directly on Spotify, Apple Music, and YouTube through the streaming links available on this page.

Global search terms for Khona Tha (feat. Maanu): letra de Khona Tha (feat. Maanu) (Spanish), paroles de Khona Tha (feat. Maanu) (French), testo di Khona Tha (feat. Maanu) (Italian), songtext von Khona Tha (feat. Maanu) (German), lirik lagu Khona Tha (feat. Maanu) (Indonesian), tekst piosenki Khona Tha (feat. Maanu) (Polish), letras de Khona Tha (feat. Maanu) (Portuguese), 歌詞 (Japanese), 가사 (Korean), गाने के बोल (Hindi), текст песни (Russian). Rate and review Khona Tha (feat. Maanu) by Hasan Raheem globally on WorldBestSong.

🎵 Are you a musician?

Use our free Song Mastering Tool or BPM & Key Finder directly in your browser.