Ye Tune Kya Kiya artwork

Song

Ye Tune Kya Kiya

Pritam & Javed Bashir

2013 · Soundtrack

No ratings yet

Ye Tune Kya Kiya Lyrics

by Pritam & Javed Bashir

Ishq woh bala hai (bala hai) Ishq woh bala hai (bala hai) Jisko chhua isne woh jala hai (jala hai) Dil se hota hai shuru (dil se hota hai shuru) Dil se hota hai shuru Par kambakht sar pe chadha hai (chadha hai) Kabhi khud se kabhi khuda se Kabhi zamaane se lada hai (lada hai) Itna hua badnaam phir bhi (badnaam phir bhi) Har zubaan pe ada hai (ada hai) Ishq ki saazishein Ishq ki baaziyan Haara main khel ke Do dilon ka juaa Kyun tuune meri fursat ki Kyun dil mein itni harkat ki Ishaq mein itni barkat ki Ye tuune kya kiya Phiroon ab maara maara main Chaand se bichda taara main Dil se itna kyun haara main Ye tuune kya kiya Saari duniya se jeet ke main Aaya hoon idhar Tere aage hi main haara Kiya tuune kya asar Main dil ka raaz kehta hoon ke jab jab saansein leta hoon Tera hi naam leta hoon Ye tune kya kiya ... Meri baahon ko teri saanson ki joh Aadatein lagi hain waisi Jee leta hoon ab main thoda aur Mere dil ki ret pe aankhon ki joh pade parchai teri Pee leta hoon tab main thoda aur Jaane kaun hai tu meri main na jaanu ye magar Jahaan jaun main karoon main wahan Tera hi zikar Mujhe tu raazi lagti hai Jeeti hui baazi lagti hai Tabiyat taazi lagti hai ye tune kya kiya Main dil ka raaz kehta hoon Ke jab jab saansein leta hoon Tera hi naam leta hoon Ye tuune kya kiya ... Dil karta hai teri baatein sunu Saude main adhoore chunu Muft ka hua ye fayda Kyun khud ko main barbaad karoon Fanaa hoke tujhse miloon Ishq ka ajab hai qayda Teri raahon se joh guzri hain meri dagar Main bhi aage badh gaya hoon hoke thoda befikar Kaho toh kis se marzi loon Kaho toh kis ko arzi doon Hasta ab thoda farzi hoon Ye tuune kya kiya Main dil ka raaz kehta hoon Ke jab jab saansein leta hoon Tera hi naam leta hoon ye tune kya kiya (Ishq ki) Kyun tuune meri fursat ki (Saazishein) Kyun dil mein itni harkat ki Ishaq mein itni barkat ki ye tuune kya kiya (Isha ki) Phiroon ab maara maara main (Bajiyaan) Chaand se bichda taara main Dil se itna kyun haara main ye tune kya kiya (Haara main khel ke) Do dilon ka juaa

Lyrics are provided for educational, critique, and study purposes under fair use. Sourced via LRCLIB. If you are the copyright owner and wish to request removal, please visit our DMCA & Copyright Policy.

Rate this song

Log in to rate and review this song.

No written reviews yet.

Frequently asked questions about Ye Tune Kya Kiya
Who sings Ye Tune Kya Kiya and when was it released?

“Ye Tune Kya Kiya” is performed by Pritam & Javed Bashir, released in 2013.

Where can I read the full lyrics to Ye Tune Kya Kiya?

You can read the complete, verified lyrics for “Ye Tune Kya Kiya” right here on WorldBestSong along with music ratings and community reviews.

What is the listener rating for Ye Tune Kya Kiya?

“Ye Tune Kya Kiya” has not been rated by listeners yet on WorldBestSong. Be the first to rate and review it!

Where can I stream Ye Tune Kya Kiya?

You can stream “Ye Tune Kya Kiya” by Pritam & Javed Bashir directly on Spotify, Apple Music, and YouTube through the streaming links available on this page.

Global search terms for Ye Tune Kya Kiya: letra de Ye Tune Kya Kiya (Spanish), paroles de Ye Tune Kya Kiya (French), testo di Ye Tune Kya Kiya (Italian), songtext von Ye Tune Kya Kiya (German), lirik lagu Ye Tune Kya Kiya (Indonesian), tekst piosenki Ye Tune Kya Kiya (Polish), letras de Ye Tune Kya Kiya (Portuguese), 歌詞 (Japanese), 가사 (Korean), गाने के बोल (Hindi), текст песни (Russian). Rate and review Ye Tune Kya Kiya by Pritam & Javed Bashir globally on WorldBestSong.

🎵 Are you a musician?

Use our free Song Mastering Tool or BPM & Key Finder directly in your browser.